Aapko ek chai ka stall sambhalna hai subah 6 se 10 or sham 4 se 9, ye samay badla bhi ja sakta hai, fix salary milegi, Bonus bhi milega, uska criteria bataya jayega interview ke vakt, aane jaane ke liye agar saadhan nhi hua, toh ek cycle diya jayega, aapko subah aakr canopy le jaani hai location par lagani hai aur banake bechna hai, aur sham ko canopy fold karke wapis pahuchani hai.